He ( Ae ) prabhu hum kiske paas jayen ( हे प्रभु हम किसके पास जाएं ) Lyrics in Hindi And English

By: Brother Satnam Bhatti
Lyrics/Comp: Brother Satnam Bhatti
हे प्रभु हम किसके पास जाएं
अनंत जीवन की बातें तो तेरे पास है
1. हम तेरा ईमान करें, तू ही तो छुड़ाने वाला है
तेरे बिना हम जाएं कहां, तू ही तो बचाने वाला है
हां हमेशा की जिंदगी तेरे पास है
हे प्रभु हम किसके पास जाएं...
2. तू ही तो है नूर खुदा ,तू ही तो हमारा मार्ग है
सत्य तू जीवन तू ,तू ही तो हमारा मार्ग है
जीवन के जल के चश्मे तो तेरे पास है
हे प्रभु हम किसके पास जाएं...
3. तुझसा ना कोई दूजा है ,सारी जमीन पर ना कोई दूजा है
अल्फा है तू ओमेगा है, तेरे जैसा ना कोई दूजा है
आसमान है तेरा जमी भी तेरे हाथ है
हे प्रभु हम किसके पास जाएं...
He prabhu hum kiske paas jayen
anant jeevan ki baaten to tere paas hai
1. hum tera imaan karen, tu hi to chudaney waala hai
tere bina ham jayen kahaan ,tu hi to bachaane waala hai
haan hamesha ki jindagi tere paas hai
he prabhu ham kiske paas jayen...
2. tu hi to hai noor khuda ,tu hi to hamaara maarg hai
saty tu jeevan tu ,tu hi to hamaara maarg hai
jivan ke jal ke chashme to tere paas hai
he prabhu ham kiske paas jayen...
3. tujhasa na koi duja hai, saari jamin par na koi duja hai
alfa hai tu omega hai, tere jaisa na koi duja hai
aashmaan hai tera jami bhi tere haath hai
he prabhu ham kiske paas jayen...

About “He ( Ae ) prabhu hum kiske paas jayen ( हे प्रभु हम किसके पास जाएं ) Lyrics in Hindi And English”

What language is He ( Ae ) prabhu hum kiske paas jayen ( हे प्रभु हम किसके पास जाएं ) Lyrics in Hindi And English in?

The lyrics of He ( Ae ) prabhu hum kiske paas jayen ( हे प्रभु हम किसके पास जाएं ) Lyrics in Hindi And English are in Hindi. It is a christian in our Hindi collection.

Can I use these lyrics in church?

Yes — these lyrics are shared for worship, prayer and personal devotion. Use the copy button above to add them to your song sheet or slides.

View All Hindi songs →