Apnon Ko To Is Duniya Mein Sabhi Pyaar Karte Hain | अपनों को तो इस दुनिया में सभी प्यार करते हैं Lyrics

हिंदी
अपनों को तो इस दुनिया में सभी प्यार करते हैं,
दुश्मन से भी तुम प्यार करना,
मसीहा सिखाते हैं।
अंतरा 1
एक गाल पर कोई मारे जो चाँटा,
दूसरा गाल भी देना,
ले जाए कोई एक मील जबरन,
दो मील तुम साथ जाना। (2)
अपनों को तो अपना सब कुछ लोग देते हैं,
दुश्मन पर भी सब कुछ लुटाना,
मसीहा सिखाते हैं।
अंतरा 2
जो दे तुमको काँटे,
उनका दामन फूलों से भर दो,
प्रभु ने तुमको माफ़ किया,
तुम भी सबको माफ़ कर दो। (2)
अपनों को तो गुनाहों की माफ़ी सब लोग देते,
दुश्मन को भी माफ़ करना,
मसीहा सिखाते हैं।
अंतरा 3
अपनों को जैसा, वैसा ही अपने पड़ोसी से प्यार करो तुम,
यीशु मरा तेरे पापों के कारण,
यह विश्वास करो तुम।
अपनों पर तो लोग यहाँ पर ऐतबार करते हैं,
ये ख़ुदा पर विश्वास करना,
मसीहा सिखाते हैं।

Hinglish
Apnon ko to is duniya mein sabhi pyaar karte hain,
Dushman se bhi tum pyaar karna,
Masiha sikhaate hain.
Verse 1
Ek gaal par koi maare jo chaanta,
Doosra gaal bhi dena,
Le jaaye koi ek meel jabran,
Do meel tum saath jaana. (2)
Apnon ko to apna sab kuch log dete hain,
Dushman par bhi sab kuch lutaana,
Masiha sikhaate hain.
Verse 2
Jo de tumko kaante,
Unka daaman phoolon se bhar do,
Prabhu ne tumko maaf kiya,
Tum bhi sabko maaf kar do. (2)
Apnon ko to gunaahon ki maafi sab log dete,
Dushman ko bhi maaf karna,
Masiha sikhaate hain.
Verse 3
Apnon ko jaisa, vaisa hi apne padosi se pyaar karo tum,
Yeshu mara tere paapon ke kaaran,
Yeh vishvaas karo tum.
Apnon par to log yahaan par aitbaar karte hain,
Yeh Khuda par vishvaas karna,
Masiha sikhaate hain.

About “Apnon Ko To Is Duniya Mein Sabhi Pyaar Karte Hain | अपनों को तो इस दुनिया में सभी प्यार करते हैं”

What language is Apnon Ko To Is Duniya Mein Sabhi Pyaar Karte Hain | अपनों को तो इस दुनिया में सभी प्यार करते हैं in?

The lyrics of Apnon Ko To Is Duniya Mein Sabhi Pyaar Karte Hain | अपनों को तो इस दुनिया में सभी प्यार करते हैं are in Hindi. It is a christian in our Hindi collection.

Can I use these lyrics in church?

Yes — these lyrics are shared for worship, prayer and personal devotion. Use the copy button above to add them to your song sheet or slides.

View All Hindi songs →