Sadaa Raja Lyrics in Hindi & English

Sadaa Raja Lyrics

Yahova raja hai samarth se bhara
Anadee Parmeshwar woh na Talega

Yugo se Yugo tak ek hi hai Raja
Mahima ke sihansan par baitha badshah
Woh hai mahaan Sarvashaktiman
Uski hukumat aur Uska hi pratap
Sadaa Raja

Samundar ki lehero se Yahova Hai mahaan
Parvat ki unchai se uncha YESHU naam

Yugo se Yugo tak ek hi hai Raja
Mahima ke sihansan par baitha badshah
Woh hai mahaan Sarvashaktiman
Uski hukumat aur Uska hi pratap
Sadaa Raja

Aao Milkar Hum sab Gaye
Uska Parcham Hum Lehrayein
Uske Saamne Sar Jhukhayein
Uske Naam Ki Jai Jai Gayein

Yugo se Yugo tak ek hi hai Raja
Mahima ke sihansan par baitha badshah
Woh hai mahaan sarvashaktiman
Uski hukumat aur uska hi pratap
Sadaa Raja

Bolo Prabhu Yeshu Masih Ki - Jai
Rajaonke Raja Ki - Jai
Prabhuonke Prabhu ki - Jai
Shanti dene wale ki - Jai
Chutkara dene wale ki - Jai
Ashish dene wale ki - Jai
Bahutayat ka Jeevan dene wale ki - Jai
Apna ek lauta puthra dene wale ki - Jai
Jald se jald aane wale ki - Jai
Bolo Prabhu Yeshu Masih Ki - Jai

About “Sadaa Raja Lyrics in Hindi & English”

Who sang Sadaa Raja Lyrics in Hindi & English?

Sadaa Raja Lyrics in Hindi & English is sung by JosephRajAllamOfficial‬ & Ketki Allam.

What language is Sadaa Raja Lyrics in Hindi & English in?

The lyrics of Sadaa Raja Lyrics in Hindi & English are in Hindi. It is a christian in our Hindi collection.

Can I use these lyrics in church?

Yes — these lyrics are shared for worship, prayer and personal devotion. Use the copy button above to add them to your song sheet or slides.

View All Hindi songs →