Tune Dil Se Kabhi Apna Mujhe Maana Hi Nhi Lyrics

हिंदी

तूने दिल से, कभी अपना मुझे माना ही नहीं
मेरे ज़ख्मों में छुपे प्यार को, जाना ही नहीं
तूने दिल से...

कितने गहरे हैं निशान, हाथों में मेखो वाले
ये तो सूरत है तेरी, तू पहचाना ही नहीं -2
मेरे ज़ख्मों में छुपे प्यार को, जाना ही नहीं
तूने दिल से ....

दूर भागेगा तू कब तक, मुझको ठुकराएगा
बीत लम्हा जो गया, लौट के आना ही नहीं
मेरे ज़ख्मों में छुपे प्यार को, जाना ही नहीं
तूने दिल से .....

ऐसी ताज़ीम फ़क़्त, होंठों से जो काफ़ी नहीं
तूने ये दिल जब से, मसीहा से लगाना ही नहीं
मेरे ज़ख्मों में छुपे प्यार को, जाना ही नहीं
तूने दिल से ....

Hinglish

Tune dil se, kabhi apna mujhe maana hi nahi
Mere zakhmon mein chhupe pyaar ko, jaana hi nahi
Tune dil se...

Kitne gehre hain nishaan, haathon mein mekho waale
Ye to soorat hai teri, tu pehchaana hi nahi -2
Mere zakhmon mein chhupe pyaar ko, jaana hi nahi
Tune dil se ....

Door bhaagega tu kab tak, mujhko thukraayega
Beet lamha jo gaya, laut ke aana hi nahi
Mere zakhmon mein chhupe pyaar ko, jaana hi nahi
Tune dil se .....

Aisi taazeem faqat, honthon se jo kaafi nahi
Tune ye dil jab se, Masiha se lagaana hi nahi
Mere zakhmon mein chhupe pyaar ko, jaana hi nahi
Tune dil se ....

About “Tune Dil Se Kabhi Apna Mujhe Maana Hi Nhi”

What language is Tune Dil Se Kabhi Apna Mujhe Maana Hi Nhi in?

The lyrics of Tune Dil Se Kabhi Apna Mujhe Maana Hi Nhi are in Hindi. It is a christian in our Hindi collection.

Can I use these lyrics in church?

Yes — these lyrics are shared for worship, prayer and personal devotion. Use the copy button above to add them to your song sheet or slides.

View All Hindi songs →